Kahin Par Dharam Bante Hain Shayari – Hindi Shayari
Kahin par dharam bante hain,
Kahin par imaan bante hain,
Kahin par hindu,sikh,isai to
Kahin muslmaan bante hain,
Hamari mehfil main akar dekh “saki”
Yahan insaan hi insan bante hain.
- Hindi Shayari