Uski Aankhon Main Koi Dard Basa Hai Shayari – Dard Shayari
Uski Aankhon main koi ‘DARD’ basa hai shayad,
Ya mujhe khud hi Veham sa hua hai shayad,
maine punchha ke bhool gaye ho tum bhi,
ponchh kar Aansu mujhe Usne kaha.. ‘SHAYAD’.
- Dard Shayari