Tamanna ser bulandi ki hamey bhi tang karti hai
Mager hum dusroun ko rond kar ouncha nahi hotay
June 25, 2018
Tamanna Ser Bulandi Ki Hamey Bhi Tang Karti Hai
25June
Tamanna ser bulandi ki hamey bhi tang karti hai
Mager hum dusroun ko rond kar ouncha nahi hotay
Woh na milay to kiya howa yeh ishq hai haves nahi
Main unhi ka tha unhi ka hoon woh mere nahi to na sahi
Usay shaq hai ke hum un ke liye jaan nahi de sakty
Mujhy khof hai ke roye gey woh bohaut hamey azmany key bad
Meri mohabbatain bhi ajeeb theen mera faiz bhi tha kamal per
Kabhi sub kuch mila bina talab kabhi kuch na mila sawal per